Woh Jild Wali Ladki
उसे न तो जानता था, न पहचानता था. सिर्फ़ नाम जानता था, उसकी लिखाई ( हैंडराइटिंग) पहचानता था, पर ख़यालो में उसे अक्सर ढूँढा करता था … बड़ी चाह थी एक बार तो मिलूं उससे … मगर हर […]
उसे न तो जानता था, न पहचानता था. सिर्फ़ नाम जानता था, उसकी लिखाई ( हैंडराइटिंग) पहचानता था, पर ख़यालो में उसे अक्सर ढूँढा करता था … बड़ी चाह थी एक बार तो मिलूं उससे … मगर हर […]
दिवाली की छुट्टियों का मौसम था… मेरा शहर सुबह-सुबह जाग जाता, और फिर.. दिन भर अलसाया सा रहता… मैं भी अपनी बालकोनी पे कोई किताब खोले… बैठा कम, सोता ज़्यादा रहता … करता भी तो क्या..तब छानने के लिए […]
Jahaan Sooraj imaaraton ke peechhe nahin doobta..
Nadiyaan ruk-ruk ke, tham-tham ke nahin behti..
Jahaan Jungalon ko koi khauf nahin
leharon pe koi zor nahin,
udaanon pe bhi rok nahin…
Jahaan Toote hon saare daayare,
aur mit gayi ho sari haddein…
Chal, Aise Kal ki oar chal…
Chal, […]
IHM BLOG – 13
Har college ke Rules, regulations lag bhag same hote hain par yeh follow kitna hota hai, ye dekhna bada important hota hai…..Believe me! IHM ke official rules kya.. unofficial rules bhi bade kaayde […]
Anjaan log, anjaan sheher, maqsad – ek “Degree!” jo unhe is duniya mein “Who are you?” ka jawab dene mein madad karti hai. Unki existence iss duniya mein kya hai […]
Ladkiyon ke patience aur behaviour ko dekh kar koi insaan nahi soch sakta ki unn mein kitni shakti, kitni ekta hai…Agar woh kissi bhi kaam ko karne mein jutt jaaye toh woh poora karke hi chhodti hain, chahe […]
Kya banunga bade hokar ,
Sochta tha bachpan mein.
Kabhi police ki wardi mein,
Toh kabhi badey pardon par,
Dekhta tha khud ko
na jaane kitne rangon mein..Ab jo kaam main karta hun,
Kehata hun sab se badhiya hai,
Sach poocho toh yeh kewal,
2 paison ka ek […]
IHM mein 365 din pyaar ki hawa chalti rehti hai aur apne aap mohabbat ke phool kahin naa kahin khilte rehte hain…Pyaar ki isi hawa ne humari Oppo ke jeewan mein […]
Pyaar ke kisse IHM ki corridor mein aise pakte the, jaise thele wali gaadiyo par popcorn. Kuch uchhal kood kar attention grab kar thande pad jaate, toh kuch halak se neeche utar kar bhi digest nahin hote the.. aur kuch […]
Pyaar, ishq, mohabbat, love, romance! Haaayyyeee!!!! Inn saare alfaazo mein kitni chumbakeey shakti hai….. Kitne sundar shabdh hain yeh….Ek hi pal mein aap poori zindagi inn shabdon ke naam kar dete ho, ek anjaan par apne parivaar se zyaada vishwaas […]